Kurbat beh nahi, dil say utar beh nahi jata | Ahmad Faraz Poetry | Urdu poetry | Presented by MBR

Kurbat Beh Nahi, 

Dil Say Utar Beh Nahi Jata

Poet : Ahmad Faraz


Edited by : Eman



 Kurbat beh nahi dil say utar beh nahi jata
 Wo shaks koi faisla kar beh nahi jata

Ankhain hain ke khali nahi rehti hain laho say
Aur zakham judai hai ke bhar beh nahi jata

Woh rahat-e-jaan hai magar, es dar'ba'dardi main
Aisa hai ke aab dehaan idhar beh nahi jaata

Hum dohari aazeyat ke giraaftar musafar
Pao beh hai shal, shok-e-safar beh nahi jata

Dil ko tere chahat py bharoosa beh buht hai
Aur tujh say bechar jany ka daar beh nahi jata

Pagal hovy jaty ho, es say milay kiya
Etne se khushi say koi maar beh nahi jata




For Videos Subscribe our YouTube channel.


Comments

Popular posts from this blog

Romantic poetry | Ye Halaki Se Barish Ka Barasna Qatil Tha | Muhammad Abbas Poetry | Presented By MBR

Mulakatein Urooj Par The Tu Jawab-E-Azaan Tak Na Diya. | Allama Iqbal Poetry | Presented By MBR