Gongi Ho Gai Ajj Kuch Zubaan Kehte Kehte | Allama Iqbal Poetry | Presented By MBR
Gongi Ho Gai Ajj Kuch,
Zubaan Kehte Kehte.
Poet : Allama Iqbal
Edited By : Eman
Gongi ho gai ajj kuch zubaan kehte kehte
Hich-kicha giya main khud ko muslman kehte kehte
Ye baat nahi ke mujh ko Rabb par yaqeen nahi
Bas darr giya khud ko saheb-e-emaan kehte kehte
Taufeeq na hoi mujh ko ek waqt namaz ki
Aur chup hua mozzan azan kehte kehte
Kisi kafir ny jo pocha ke ye kia hai mahina?
Sharam sy pani hath sy gir giya ramzan kehte kehte
Meri almari main gard sy atti kitab ka jo pocha
Main gaarh giya zameen main Quran kehte kehte
Yeh sun k chup saadh le Iqbal oc ny
Yun laga jesy ruk giya woh mujy haiwaan kehte kehte

Comments
Post a Comment