Kabhe Paa ke Tujh Ko Khona Kabhe Kho ke Tujh Ko Pana | Bashir Badar Poetry | Poetry By MBR

Kabhe Paa ke Tujh Ko Khona,
Kabhe Kho ke Tujh Ko Pana.


Poet : Bashir Badar




Edited By : Eman


Ye charag bay-nazar hai, ye sitara bay-zuban hai
Abhe tujh se milta julta koi docra kahan hai


Wohe shaks jis py apny dil-o-jan nisar ker dun
Wo agar khafa nahi hai, tu zaror bad'guma hai


Marey sath chalny walay tujhy kia mila safar main
Wohe dukh bhari zameen hai wohe gham ka asman hai


Kabhe paa ke tujh ko khona kabhe kho ke tujh ko pana
Ye ja'nam ja'nam ka rishta tarey mere darmiya hai


Inhe raaston ny jin par kabhe tum thy sath mere
Mujy rok rok pocha, tera hum safar kahan hai?




For Videos Subscribe our YouTube channel.

Comments

Popular posts from this blog

Romantic poetry | Ye Halaki Se Barish Ka Barasna Qatil Tha | Muhammad Abbas Poetry | Presented By MBR

Mulakatein Urooj Par The Tu Jawab-E-Azaan Tak Na Diya. | Allama Iqbal Poetry | Presented By MBR

Kurbat beh nahi, dil say utar beh nahi jata | Ahmad Faraz Poetry | Urdu poetry | Presented by MBR