Sambhala Hosh Hai Jab Se Muqaddar Sakht'tar Nikla | Ahmad Faraz Poetry | Presented By MBR

Sambhala Hosh Hai Jab Se,

 Muqaddar Sakht'tar Nikla.


Poet : Ahmad Faraz




Edited By : Eman


Sambhala hosh hai jab se muqaddar sakht'tar nikla

Para hai waasta jis se wohi teer-o-tabar nikla

Sabaq daita raha jo umer bhar roshan khayali ka

Usey jab pas se daikha to khud bhi tang nazar nikla

Samajh kar zindagi jis se muhabbat kar rahey thy hum 

Usey jab chhoo k daikha tu faqat khaki bashar nikla 

Mohabat ka khumaar utra tu tab saabit hua  

Jisey manzil samajhte thy wo be'maqsad safar nikla



For Videos Subscribe our YouTube channel.

Comments

Popular posts from this blog

Romantic poetry | Ye Halaki Se Barish Ka Barasna Qatil Tha | Muhammad Abbas Poetry | Presented By MBR

Mulakatein Urooj Par The Tu Jawab-E-Azaan Tak Na Diya. | Allama Iqbal Poetry | Presented By MBR

Kurbat beh nahi, dil say utar beh nahi jata | Ahmad Faraz Poetry | Urdu poetry | Presented by MBR