Kashmir Day | 5th February Kashmir Day History | Jammu Kashmir Lockdown History
Suna Hai Bohat Sasta Hai Khoon Waha Ka
Ek Basti Jisy Log Kashmir Kehty Hain
Edited By : Mr. Engineer
History Of Kashmir
Baras-Geer Pak o Hind k shamal magrib mein waqia aik riyasat - kul raqba 69547 maraba meel hai.1947 k baad riyasat Jammu Kashmir 2 hiso me taqseem hua. Ic waqt Bharat k pass Kashmir ka 39102 maraba meel hai, jicy Jammu Kashmir kaha jata hai. Ic ka darul hakooomat Srinagar hai. Kashmir ka bakia hissa Pakistan ki sar zameen me hai, jo azaad kashmir kehlata hai. Jo 25 hazaar maraba meel par phaila hua hai. Es ka darul hakommat Muzaffarabad hai.
Kashmir ki riyasat ki kul abaadi 1 crore k kareeb hai. jic me se 25 lakh azad kashmir mein hai. Hindu rajao ne taqreeban 4 hazaar saal tak ic elaqa par hakoomat ki. 1846 mein angraizown ne riyasat Jammu Kashmir ko 75 lakh rupown k awaz Dogra Raja Gulab Singh k hathown farokht kar dia. Kashmir ki abaadi 80% muslmano par mushtamil thi aur jaha hindu raja ne muslamon ko ghulam banaye rakha.
Taqseem Hind k baad Maharaja Hari Singh ne muslmano ki marzi k khilaf 26 October 1947 ko bharat k sath riyasat k elhaaq ka elan kar dia. Es k nateejey mein Pakistan aur Bharat mein jung ka aagaaz ho gaya. Salamti kunsal ki mudakhlat par 1st January 1949 ko jung bandi ho gayi. Salamti kunsal ne 1948 me manzoor shuda 2 Qarar-Dadown mein Bharat aur Pakistan ko Kashmir se afwaaj nikalne aur waadi mein Raye-Shumari krwane k liye kaha. Bharti Wazir-e-Azam Pandit Jawaharlal Nehru ne Raye-Shumari krwane ka wada kar lia, Magar baad mein es wadey se mukar gaya. Pakistan ne Bharat se azaad kraye gy elaka mein azaad kashmir ki riyasat qaim kar di.
Kashmir ka masla ab tak jari hai.
Why & When Jammu Kashmir
Lockdown started?
Yeh lockdown 5 August 2019 ko dastoor hind ki dafa 370, article 35 A ko khatam krne aur Jammu Kashmir tanzeem act 2019 k taruf k zariye Jammu Kashmir ki khasoosi hasiyat ko mansookh karne k baad shoro hua. 5 August 2019 k baad se kisi b gair mulki Sahafiyun ko Hindustani hakoomat ki tarf se Kashmir mein report karne ki ijazat nahi mili.
How Much Jammu Kashmiri arrested
in this Lockdown?
6 September 2019 ki aik report k mutabik khitey mien takreban 4 hazar afraad ko gireftar kar lia gaya tha.

- 3 October 2019
3 October 2019 ko Kashmir mein sahafiyun ne internet aur mobile phones ki naka bandi ko 'Gig' k toor par bayan karne waly mowaslat k khatmey k khilaf dharna kia.
- 4 October 2019
4 October 2019 ko Hindustani hakomat ne American Senator Chris Van Hollen ki Kashmir safar ki darkhawast ki tardeeed kr di aur unhe Kashmir na jany dia.
- 28 October 2019
28 October 2019 ko km se km 25 lakh prepaid cell phones sarfeen ki khidmat par pabandi laga di gayi.
Taham awaami ehtjaj aur muzahmat k sath sath internet aur phone k istemal par pabandiyun k bawajood hakoomat Hind ne kaha hai k wo Kashmir mein siyahat ko dubara mutaraf karwane aur ic khitey mein aney waly gair mulkiyun par safri pabandi khatam krne ka irada rkhti hai. Filahl kashmir mein lcokdown abhi tak jari hai, 5 August 2019 ko shoro honey waly ic Lockdown ko 5 February 2019 me kashmir day py 5 mah aur 4 haftey pury ho gy hain.
Our YouTube video on solidarity.
What is my opinion about solidarity?
Mujy lagta hai ke har qoam ki tarhan inhy apna faisla khud kerny ka haq dia jaana chaheye, aur kashmiryun ko pochne ka haq dia jaye k aya yeh Pakistan mn shamil hona chahty hain ya India main ya ye apni aledha rayasat chahty hain.ta k purey khitey mein aman ki fiza qaim ho.
Likin India aik bari market hai aur internationally koi bh apni market kharab kerna nahi chahta yehe waja hai ke har aalmi forum par bolny ke bawajood koi beh es mamly main aany ko tyar nahi aur ajj bh Kashmiri azadi ke leye jadujahad kr rhy hain.
Allah Pak Kashmiri Muslman Bhen Bhaiyun ko apny Hifz o Eman mein rakhy Ameen.
Comments
Post a Comment