Roz He Khawab Koi Dil Ko Bhuja Jata Hai | Presented By MBR

Roz He Khawab Koi,

Dil Ko Bhuja Jata Hai.



Poet : Unknown





Edited By : Eman


Roz he khawab koi dil ko bhuja jata hai
Rooz phir khawab niya dil ye jala lata hai


Rooz thakta hu main kar kar ke maramat apni
Rooz ek naks niya mujh main nikal aata hai


Rooz aati hain baharein tu mere angan main 
Rooz ye waqt khaza ek naie dhata hai


Rooz umeed naie le kar nikalta ghar se
Rooz ye shaks magar rah bhatak jata hai


Kitna chaha ke muhabbat se bacha lu khud ko
Rooz samjhata hun, dil rooz daga khata hai


Log achy hain mere gird magar kiya kejeye
Rooz ab shaks kahan dil ko koi bhata hai


Rooz duniya py bharosy ki jo galati krta
Rooz dunia se wo dhoka he saaz pata hai


Rooz lafzun ko banata hai tu marhum
Rooz lafzun se niya zakham tu uthata hai



For Videos Subscribe our YouTube channel.

Comments

Popular posts from this blog

Romantic poetry | Ye Halaki Se Barish Ka Barasna Qatil Tha | Muhammad Abbas Poetry | Presented By MBR

Mulakatein Urooj Par The Tu Jawab-E-Azaan Tak Na Diya. | Allama Iqbal Poetry | Presented By MBR

Kurbat beh nahi, dil say utar beh nahi jata | Ahmad Faraz Poetry | Urdu poetry | Presented by MBR